Wednesday 2 November 2011

Bakra Eid Mubarak

  • Eid Mubarak Shayari – 1
    Eid leka aate hai dher sare khusiya,
    Eid mita deta hai insan mai duriya,
    Eid hai khuda ka ek nayam tabarok
    Eisi liye kahte hai sab EID MUBARAK!
  • Eid Mubarak Shayari – 2
    EID MUBARAK ho Aapko,
    Dher sari tarif aur khusiya mile aapko,
    But, Jab EIDI mile aapko to Please….
    Aap Yaad karna Sirf Humko!!!
  • Eid Mubarak Shayari – 3
    Zindegi ka her pal khushiyon se kam na ho
    aap ka her din eid ke din se kam na ho
    aisa eid ka din apko hamesha naseeb ho
    eid mubarak
  • Eid Mubarak Shayari – 4
    In Old Style..
    Gul ne Gulshan men Gulaab beja hai….
    Sitaroon ney asman se slaam beja hai….
    Mubarik sub ko EID ka chand hum ne aap sab ko yeh
    pegham advance behja he
  • Eid Mubarak Shayari – 5
    kitni eidain guzar gai tum bin,
    ab khuda kay liye na tarpana,
    dekho phir eid anay wali hai,
    eid kay sath tum bhi ajana

Eid Shayari

Tamam Sabuto or Gawaho Ko
Maddenzar Rkte Hue
Apko Dfa 1/11/2011 K Teht
6 Din PhLe
Eid mubarak
Khte Hue Umar Bhar Khush Rehne Ki Dua Di Jati Hy….

Bakra eid ka bakra

Eid Shayari

Teri Yadoun Ki Hifazat Kesy Karun
Mera Te Apna LeLa Koi Khol K Le Gaya..

Tuje dekhna meri eid hai

Eid Shayari

teri deed jis ko naseeb h wo naseeb qabil e deed hai
lekin
tuje sochna meri chand raat or tuje dekhna meri eid hai

Suna hai eid ayi hai

Eid Shayari

usay khna k loat ao suna h eid ayi hai
ek br tu a kr mil jao suna h eid ayi hai
usay khna k bin tere bohat eiden guzri hn
is br tu milny a jao suna h eid ayi hai
usay khna judai se muhabat kam nhi hoti
ye dunia ko batla jao k suna h eid ayi hai
usay khna k chaht ka bhram na totane dena
tum pal do pal hi a jao suna h eid ayi hai
usay khna k tanha hi koi eid k din b
ye tanhai mita jao suna h eid ayi hai

Eid huyi

Eid Shayari

Tujhse bichhre to ab hosh nahin
Kab chand hua kab eid huyi….

Eid guzar jaye gi

Eid Shayari

Tujhe meri na mujhe teri khabar jaye gi
Eid ab ke baar dabey paaon guzar jaye gi..

Is eid pe laut ke ajana

Eid Shayari

Iss eid pe lot k aa jana,
Kuch yadein taza krni hain,
Kuch lamhay morr k lanay hain,
Kuch taray torr k lanay hain,
Wo masti or wo madhoshi,
Wo bachpan morr k lana hai,
Is eid pe lot k aa jana,
Ab dil ko dil ki dharkan se,
Phir eid mubarak kehna hai,
Ab sath boht din rehna hai,
Is eid pe lot k aa jana…!

Eid ka chand

Eid Shayari

Un ko dekha tou phir utra na geya
Aasman tak hi raha eid ka chaand..

Ameeron ke liye to har roz eid hai

Eid Shayari

Akeli tu bhi hai, mera bhi door hai mehboob
Galey tou mil eid ayi hai shab-e-hijran mein
Ameeron ke liye tou har roz eid hai
Ghareeb khush hon tou janein eid ayi hai

Tohfa diya hum ko eid pe

Eid Shayari

Us meherban ki nazar -e- inayat ka shukria
Tohfa diya hum ko eid pe firaaaq ka..

Is bache ki eid kesi hogi

Eid Shayari

Is bache ki eid na janey kesi ho gi
Jis ki janat nangey paon phirti hai

Eid ka bhi hai ishara kareeb ajao

Eid Shayari

Ab maza ayega eid ka
Bacha bacha muntazir hai deed ka
Ab nahin hijr gawara ke kareeb ajao
Eid ka bhi hai ishara ke kareeb ajao
Ubhra nahin hai chand nazar beqarar hai
Aese mein bhala khaak aye eid ka maza
Abr-e-rehmat ban kar cha jao peyam e eid hai
Chaar soo noor barsao peyam e eid hai

Musartein tumhe eid ki mubarak hon

Eid Shayari

Tohfa duyaon ka tumhe pohanchey mera
Sada rahe tumhare gird khshiyon ka ghera
Musartein tumhe eid ki mubarak hon
Tumhari zeest mein na aye ghamon ka phera..

unwaan bana eid ka chand

Eid Shayari

Kitni palkon se fizaaon mein sitarey tootey
Kitne afsanon ka unwaan bana eid ka chaand..

Eid Shayari

Ban dekhe usey ya rab yeh eid na guzrey
Kar peda koi aesa sabab yeh eid na guzrey
Duniya ko dikhaya hai jo ik chand tu ne
Mujhko bhi dikha ab yeh eid na guzrey

Bakra & Cow Mandi Sohrab Goath VIP Cattle Farms 2011 VIP TENT

Bakra & Cow Mandi Sohrab Goath VIP Cattle Farms 2011 VIP TENT
Karachi Mandi Sohrab Goath

Karachi Mandi VIP Tent










Caw mandi 2011 bakra mandi 2011

 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 
 

Saturday 22 October 2011

ORIGINS R2W – Eid ul Azha 2011 Collection


ORIGINS R2W – Eid ul Azha 2011 Collection
Launched in 2010, ORIGINS is A Ready to Wear Lifestyle Fashion House.
With a design philosophy inspired by the spirit of the Modern Woman, yet embracing the very essence of heritage. A heritage defined by centuries of impeccable threadmanship in sub-continental fashion, and as a salutation to everything beautiful in life, yesterday, today & tomorrow. Wear it like a personality!ORIGINS IS LOCATED AT:
LAHORE
Shop#1 116-B Gulberg 2, MM Alam Rd, Mini Market (before the Mini Market roundabout) Opp Mobilink Off.
KARACHI
Plot # 10-C , 9th Zamzama Commercial Lane, Phase V DHA near Pizza Hut.
FAISALABAD
Sitara Mall, D-Groundorigins.ready2wear@gmail.com

Join Now:

Featured post

Karachi Facebook Girls Mobile Numbers

Join Now Only for facebook Girls Karachi is the biggest city of Pakistan by population, this is also called the city of lights. Karachi is...